Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMadhu Bala
HomeMadhu Bala
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ri ri ka raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka ri ri ka raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka duniya dhamaka kadam kadam pe chhodo ik pataakha ri ri ka raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka duniya dhamaka kadam kadam pe chhodo ik pataakha haa ho ho haaye garibon ka ye jeena haye jale hai dekh dekh seena haye kaam to karta budha kallu maze se khaaye sambhu kaka ri ri ka raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka duniya dhamaka kadam kadam pe chhodo ik pataakha tumhein jo aata hai jhukaana thukega lala ye zamaana duniya hai zaalim maanegi usko jo ho duniya ka chacha ri ri ra raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka duniya dhamaka kadam kadam pe chhodo ik pataakha kaisi nigahein teri kafir haye raste pe luta hai musafir haye aaj tamaasha ho gaya ulta daku pe pad gaya daaka ri ri ra raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka duniya dhamaka kadam kadam pe chhodo ik pataakha haaa ha ho galiyon mein jhoom jhoom gaata husn ko ishq sikhaata mera
ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya wo khel dikhaaya tune madhosh banaaya tune wo khel dikhaaya tune madhosh banaaya tune o jaadugar matwaale bechain banaaya tune o jaadugar matwaale bechain banaaya tune sun re piya kaisa jeeya nazron ka paimaana ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya jab aankh mili sharmaaun main khoyi khoyi jaaun jab aankh mili sharmaaun main khoyi khoyi jaaun aankhon ki kaliyaan kaanpe jab saamne tujhko paaun aankhon ki kaliyaan kaanpe jab saamne tujhko paaun sun mere dil sapnon mein mil dard hua deewana ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya pehle tha zamaana pheeka ab laage
ye wada karo chand ke saamne bhula to na dogi mere pyaar ko ye wada karo chand ke saamne bhula to na dogi mere pyaar ko mere haath mein haath de do zara sahara milega mere pyaar ko ye wada karo chand ke saamne ye chanda ye taare to chhup jaayenge magar meri nazron se chupna na tum ye chanda ye taare to chhup jaayenge magar meri nazron se chupna na tum ho o o badal jaaye duniya na badlenge hum badal jaaye duniya na badlenge hum basaya hai jab apne dil mein tumhein basaya hai jab apne dil mein tumhein nibhana hi hoga is iqraar ko ye wada karo chand ke saamne bhula to na dogi mere pyaar ko ye wada karo chand ke saamne baharon ke saaye mein aa jhoom lein bhula dein zamaane ke ghum aaj to baharon ke saaye mein aa jhoom lein bhula dein zamaane ke ghum aaj to ho o o zamaane ke ghum se humein kaam kya zamaane ke ghum se humein kaam kya humein tum mile aur kya chaahiye humein tum mile aur kya chaahiye ke hum chhod baithe hain sansar ko ye wada karo chand ke saamne bhula to
jaansoz ki haalat ko jaansoz ki haalat ko jaansoz hi samjhega main shamma se kehta hoon mehfil se nahin kehta kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq sehar tak sabka hai anjaam jal kar khaakh ho jaana sehar tak sabka hai anjaam jal kar khaakh ho jaana bane mehfil mein koi shamma yaa parwaana ho jaaye kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq aaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaa hoooooo re naaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa vaishte dil vaisno daar se roki naa gayi kisi khanjar kisi talwaar se roki naa gayi ishq majnu ki wo aawaaz hai jiske aage koi laila kisi deewar se roki naa gayi kyunke wo hans ke agar maange to hum jaan bhi de den wo hans ke agar maange to hum jaan bhi de den haan ye jaan to kya cheez hai imaan bhi de den kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq naazon andaaz se kehte hain ke jeena hoga
yeh sach hai ae jahaan waalo humein jeena nahin aaya yeh sach hai ae jahaan waalo humein jeena nahin aaya mare sau baar jeete jee magar marna nahin aaya ye sach hai ae jahaan waalo badi asaan thi rahein na manzil bhi koi mushkil badi asaan thi rahein na manzil bhi koi mushkil magar aasaan raahon par hume chalna nahin aaya humein chalna nahin aaya ye sach hai ae jahaan walo humein jeena nahin aaya ye sach hai ae jahaan waalo sisakti raat ke sayon mein jab kho jayenge hum bhi sisakti raat ke sayon mein jab kho jayenge hum bhi sama jal jal ke puchhegi wo parwana nahin aaya wo parwana nahin aaya ye sach hai ae jahaan waalo humein jeena nahin aaya ye sach hai ae jahaan waalo
yun chhup chhup ke chupke chupke mera aana yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa humko sataoge bada dukh paoge lag jayegi meri haay humko sataoge bada dukh paoge lag jayegi meri haay haay sataaye haay jalaaye haay sataaye haay jalaaye kahin bhi jaoge kal na aaye hansega saara zamaana yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa pyaar ki maar buri dil ki haar buri pyaar ki maar buri dil ki haar buri lo haar gaye dil bani mushkil nanha sa hai mera dil tod na jaana hansega saara zamaana yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa
zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan musaafir se mulaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi haai jis raat mere dil ne dhadkana seekha shokh jazbaat ne seene mein bhadkana seekha meri taqadeer se nikli wahi meri taqadeer se nikli wahi sadmaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi dil ne jab pyaar ke rangeen fasaane chhede aankhon aankhon ne wafaaon ke taraane chhede sog mein doob gai aaj wo sog mein doob gai aaj wo naghmaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi roothnewali roothnewali meri baat se maayus na ho behke behke se khayalaat se maayus na ho khatm hogi na kabhi tere mere khatm hogi na kabhi tere mere saath ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan haseena se mulaaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi
hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan haseena se mulaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi haaye wo reshmi zulfon se barastaa paani haaye wo reshmi zulfon se barastaa paani phool se gaalon pe rukne ko tarastaa paani dil mein toofaan uthaate huye dil mein toofaan uthaate huye jazbaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi dar ke bijli se achanak wo lipatnaa uska aur phir sharm se bal khaa ke simatna uska kabhi dekhi naa suni aisi ho kabhi dekhi naa suni aisi tilismaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi surkh aanchal ko dabaa kar jo nichoda usne surkh aanchal ko dabaa kar jo nichoda usne dil pe jaltaa hua ik teer sa chhoda uss ne aag paani mein lagaate huye aag paani mein lagaate huye haalat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi mere naghmon mein jo basti hai wo tasveer thi wo naujawaani ke haseen khawaab ki taabeer thi wo aasmaanon se utar aayi hooo aasmaanon se utar aayi thi jo raat ki raat zindagi bhar nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Worli Ka Naka Duniya Do Ustad (1959) 05:27 39751
 
Poster of Do Ustad (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Madhu Bala
Duration : 05:27   Song Number : 39751   

Ye Kya Kar Daala Tune Howrah Bridge (1958) 04:53 21473
 
Poster of Howrah Bridge (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 04:53   Song Number : 21473   

Ye Wada Karo Raj Hath (1956) 03:32 12111
 
Poster of Raj Hath (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Pradeep Kumar
Duration : 03:32   Song Number : 12111   

Yeh Ishq Ishq Hai Barsaat Ki Raat (1960) 07:11 12851
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Duration : 07:11   Song Number : 12851   

Yeh Sach Hai Ae Jahaan Waalo Kal Hamara Hai (1959) 03:16 37103
 
Poster of Kal Hamara Hai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Gajanan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Duration : 03:16   Song Number : 37103   

Yun Chhup Chhup Ke Tarana (1951) 02:25 39711
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 02:25   Song Number : 39711   

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi (Duet) Barsaat Ki Raat (1960) 03:25 36009
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:25   Song Number : 36009   

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi (Male) Barsaat Ki Raat (1960) 04:28 12073
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 12073   
Karaoke Songs of madhu bala, Sad Songs of madhu bala, Love Songs of madhu bala, Dance Songs of madhu bala, Hip-hop songs of madhu bala, Best songs of madhu bala, Super hit songs of madhu bala, hit songs of madhu bala, duet songs of madhu bala, solo songs of madhu bala, old songs of madhu bala, famous songs of madhu bala, Hindi Karaoke Songs of madhu bala, Hindi Sad Songs of madhu bala, Hindi Love Songs of madhu bala, Hindi Dance Songs of madhu bala, Hindi Hip-hop songs of madhu bala, best Hindi songs of madhu bala, super hit Hindi songs of madhu bala, hit Hindi songs of madhu bala, duet Hindi songs of madhu bala, solo Hindi songs of madhu bala, old Hindi songs of madhu bala, famous Hindi songs of madhu bala, Sing Along Songs of madhu bala, Sing Along Sad Songs of madhu bala, Sing Along Love Songs of madhu bala, Sing Along Dance Songs of madhu bala, Sing Along Hip-hop songs of madhu bala, Sing Along Best songs of madhu bala, Sing Along Super hit songs of madhu bala, Sing Along hit songs of madhu bala, Sing Along duet songs of madhu bala, Sing Along solo songs of madhu bala, Sing Along old songs of madhu bala, Sing Along famous songs of madhu bala